Har Ek Maqam Se Aage ہر اک مقام سے آگے with Lyrics and Video in urdu got fame with voice of famous sami kanwal on Fsee production. Har Ek Maqam Se Aage ہر اک مقام سے آگے Kalam in urdu can be listened, read and share to others. Lyrics of Har Ek Maqam Se Aage ہر اک مقام سے آگے are also available on FseeProduction.com and many other sufi kalam & naats with lyrics are also available here.
Har Ek Maqam Se Aage Allama Iqbal Details
Kalam Title: | Har Ek Maqam Se Aage Allama Iqbal |
Singer: | Sami Kanwal |
Composition: | Fsee Production |
Lyrics: | Allama Iqbal |
Producer(FP): | Faisal Ashraf Ch |
Kalam Label: | Fsee Production |
Release Date: | 10 December 2022 - On Youtube |
Har Ek Maqam Se Aage Allama Iqbal Lyrics in Urdu
خرد کے پاس خبر کے سوا کچھ اور نہیں
ترا علاج نظر کے سوا کچھ اور نہیں
ہر اک مقام سے آگے مقام ہے تیرا
حیات ذوقِ سفر کے سوا کچھ اور نہیں
گراں بہا ہے تو حِفظِ خودی سے ہے ورنہ
گُہَر میں آبِ گُہَر کے سوا کچھ اور نہیں
رگوں میں گردشِ خُوں ہے اگر تو کیا حاصل
حیات سوزِ جگر کے سوا کچھ اور نہیں
عروسِ لالہ! مُناسب نہیں ہے مجھ سے حجاب
کہ مَیں نسیمِ سحَر کے سوا کچھ اور نہیں
جسے کساد سمجھتے ہیں تاجرانِ فرنگ
وہ شے متاعِ ہُنر کے سوا کچھ اور نہیں
بڑا کریم ہے اقبالِؔ بے نوا لیکن
عطائے شُعلہ شرر کے سوا کچھ اور نہیں
More Sufi Kalam Lyrics
Har Ek Maqam Se Aage Allama Iqbal | Sufi Kalam | Sami Kanwal | Fsee Production
Har Ek Maqam Se Aage Allama Iqbal Lyrics in Roman Urdu
Khird Ke Paas Khabar Ke Siwa Kuch Aur Nahin
Tera Ilaj Nazar Ke Siwa Kuch Aur Nahin
Har Ek Maqam Se Agay Maqam Hai Tera
Hayat Zauq-e-Safar Ke Siwa Kuch Aur Nahin
Giran Baha Hai To Hifz-e-Khudi Se Hai Warna
Guhar Mein Aab-e-Guhar Ke Siwa Kuch Aur Nahin
Ragon Mein Gardish-e-Khoon Hai Agar To Kya Hasil
Hayat Souz-e-Jigar Ke Siwa Kuch Aur Nahin
Uroos-e-Lala! Munasib Nahin Hai Mujh Se Hijab
Ke Main Naseem-e-Sehar Ke Siwa Kuch Aur Nahin
Jise Kisaad Samjhte Hain Tajiran-e-Farang
Woh Shay Mata-e-Hunar Ke Siwa Kuch Aur Nahin
Bara Kareem Hai Iqbal Be-Nawa Lekin
Atta-e-Shola Sharar Ke Siwa Kuch Aur Nahin
0 Comments