Meri Zindagi to Firaq Hai Lyrics Pir Naseer ud Din Naseer
Meri Zindagi To Firaq Hai Wo Azal Se Dil Mein Makeen Sehi with Lyrics and Video in Urdu got fame with voice of famous Sami Kawnal. Meri Zindagi To Firaq Hai Wo Azal Se Dil Mein Makeen Sehi-مری زندگی تو فراق ہے وہ ازل سے دل میں مکیں سہی ghazal/qawali/kalam in Urdu can be listened, download, read and share to others. Lyrics of Meri Zindagi To Firaq Hai Wo Azal Se Dil Mein Makeen Sehi are also available on ghazal/qawali/kalam fseeproduction.com and many other ghazal/qawali/kalams with lyrics are also available here. In this ghazal/qawali/kalam Sami Kawnal tribute to Peer Naseeruddin Naseer This ghazal/qawali/kalam is recorded in studio with soft melodious voice of Sami Kawnal.
Meri Zindagi To Firaq Hai Wo Azal Se Dil Mein Makeen Sehi | Sami Kawnal | Urdu Enhlish Lyrics & Video
This Urdu ghazal/qawali/kalam is exclusively describes the Meri Zindagi To Firaq Hai Wo Azal Se Dil Mein Makeen Sehi and available with out duff. Meri Zindagi To Firaq Hai Wo Azal Se Dil Mein Makeen Sehiis originally sing by Sami Kawnal and got fame but now it is available in voice of Sami Kawnal.
Meri Zindagi To Firaq Hai Wo Azal Se Dil Mein Makeen Sehi is Urdu ghazal/qawali/kalam available online with lyrics.
Meri Zindagi to Firaq Hai Lyrics
میری زندگی تو فراق ہے
My life is separation
Meri zindagi to firaaq hai
وہ ازل سے دل میں مکیں سہی
Even if he is settled in my heart
wo azal se dil main makeen sahi
وہ نگاہِ شوق سے دور ہیں
He is out from the desirous sight
Wo nigaah e shauq se door hain
رگِ جاں سے لاکھ قریں سہی
Even if he near to vein of life thousand of times
rag e jaan se laakh qareen sahi
ہمیں جان دینی ہے ایک دن
We have to die one day
Hamain jaan deni hai aik din
وہ کسی طرح ہو کہیں سہی
In whatever way, wherever
wo kisi tarah wo kaheen sahi
ہمیں آپ کھینچئے وار پر
Hang us on the cross
Hamain ap khainchiye daar par
جو نہیں کوئی تو ہمیں سہی
If it is not somebody else, let it be me
jo nahi koi to hameen sahi
سرِ طور ہو سرِ حشر ہو
On the top Toor or at the day of judgment
Sar-E- Toor ho sar-e-hashr ho
ہمیں انتظار قبول ہے
We consent to wait
hamain intezaar qabool hai
وہ کبھی ملیں، وہ کہیں ملیں
Whenever he meets, wherever he
Wo kabhi milen wo kahin milen
وہ کبھی سہی وہ کہیں سہی
Whenever he meets, wherever he meets
wo kahbhi sahi wo kaheen sahi
نہ ہو ان پہ میرا جو بس نہیں
I have no control over my heart
Na ho un pe kuchh mera bass nahi
کہ یہ عاشقی ہے ہوس نہیں
Because this is love, not lust
ke ye ashqi hai hawas nahin
میں انھی کا تھا میں انھی کا ہوں
I was him, I am his
Main unhi tha main unhi ka hun
وہ میرے نہیں تو نہیں سہی
Even if he is not mine
wo mere nahi to na hi sahi
مجھے بیٹھنے کی جگہ ملے
May I get a place to sit
Mujhe bhaithne ki jagah milay
میری آرزو کا بھرم رہے
It may a delusion of my desire
Meri azroo ka bharam rahay
تیری انجمن میں اگر نہیں
If I am not a member of your congregation
Teri anjuman mein agr nahi
تیری اجنمن کا قریں سہی
Let it be a respect of your congregation
Teri anjuman ke qareen sahi
تیرا در تو ہمکو نہ مل سکا
I didn't earn your doorstep
Tera dar to hum ko na mil saka
تیری رہگزر کی زمیں سہی
Let it be a land of your pathway
Teri rahguzar ki zameen sahi
ہمیں سجدہ کرنے سے کام ہے
We are concerned to Prostration
Hamain sajda karne se kaam hai
جو وہاں نہیں تو یہیں سہی
Let it be here if not there
Jo wahan nahi to yaheen sahi
میری زندگی کا نصیب ہے
It is the fate of my life
Meri zindagi ka naseeb hai
نہیں دور مجھ سے قریب ہے
Not away from me, close to me
Nahi door mujhe se qareeb hai
مجھے اسکا غم تو نصیب ہے
At least his pain is in my fate
Mujh uska gham to naseeb hai
وہ اگر نہیں تو نہیں سہی
If he is not, let it be not
Wo agr nahi to naheen sahi
جو ہو فیصلہ وہ سنائیے
Whatever the decision is, declare it
Jo ho faislaa woh sunaaiye
اسے حشر پہ نہ اٹھایئے
Don't prolong it to doomsday
Use hashr par na uthaaiye
جو کریں گے آپ ستم وہاں
If you will oppress there
Jo karainge ap sitam wahan
وہ ابھی سہی، وہ یہیں سہی
Let it be now, let it be here
Wo abhi sahi wo yakeen sahi
اسے دیکھنے کی جو لو لگی
If I have a desire to see him
Unhen dekhne ki jo lou lagi
تو قتیل دیکھ ہی لیں گے ہم
Surely, I will see at last
To Naseer dekh hi lainge hum
وہ ہزار آنکھ سے دور ہو
Even if he is far away from thousands of eyes
Wo hazaar ankh se door hon
وہ ہزار پردہ نشیں سہی
Even if he is covered under thousands of layers
Wo hazaar pardah nasheen sahi
0 Comments