Ab Chalakte Hue Sagar Nahi Dekhe Jaate ghazal lyrics | اب چھلکتے ہوئے ساغر نہیں دیکھے جاتے Urdu Poetry
ab chhalakte huye, saagar nahi dekhe jaate
ab chhalakte huye
ab chhalakte huye
ab chhalakte huye, saagar nahi dekhe jaate
ab chhalakte huye
tauba ke baad
tauba ke baad ye manzar nahi dekhe jaate
tauba ke baad
mast kar ke mujhe, auro ko laga musaaqi
mast kar ke mujhe, auro ko laga musaaqi
ye karam hosh me rah kar nahi dekhe jaate
ye karam hosh me
sath sath har ek ko is raah me chalna hoga
sath sath har ek ko is raah me chalna hoga
ishq me rahzano rahbar nahi dekhe jaate
ishq me rahzano rahbar nahi dekhe jaate
ishq me rahzano
humne humne dekha hai zamane ka badalna lekin
humne dekha hai zamane ka badalna lekin
unke badle huye
unke badle huye, tevar nahi dekhe jaate
unke badle huye
unke badle huye
unke badle huye, tevar nahi dekhe jaate
unke badle huye
ab chhalakte huye
ab chhalakte huye, saagar nahi dekhe jaate
ab chhalakte huye
Ab Chalakte Hue Sagar Nahi Dekhe Jaate ghazal lyrics
اب چھلکتے ہوئے ساغر نہیں دیکھے جاتے
توبہ کے بعد یہ منظر نہیں دیکھے جاتے
مست کر کے مجھے اوروں کو لگا منہ ساقی
یہ کرم ہوش میں رہ کر نہیں دیکھے جاتے
ساتھ ہر ایک کو اس راہ میں چلنا ہوگا
عشق میں رہزن و رہبر نہیں دیکھے جاتے
ہم نے دیکھا ہے زمانے کا بدلنا لیکن
ان کے بدلے ہوئے تیور نہیں دیکھے جاتے
0 Comments