Day Ka Chakar Khuda Ka Bando Ko دے کے چکر خدا کے بندوں کو with Lyrics and Video in Urdu got fame with voice of famous sami kanwal on Fsee production. Day Ka Chakar Khuda Ka Bando Ko دے کے چکر خدا کے بندوں کو Kalam in Urdu can be listened, read and share to others. Lyrics of Day Ka Chakar Khuda Ka Bando Ko دے کے چکر خدا کے بندوں کو are also available on FseeProduction.com and many other sufi kalam & naats with lyrics are also available here.
Day Ka Chakar Khuda Ka Bando Ko Details
Kalam Title: | Day Ka Chakar Khuda Ka Bando Ko |
Singer: | Sami Kanwal |
Composition: | Fsee Production |
Lyrics: | Unknown |
Producer(FP): | Faisal Ashraf Ch |
Kalam Label: | Fsee Production |
Release Date: | 05 September 2022 - On Youtube |
Day Ka Chakar Khuda Ka Bando Ko Lyrics in Urdu
کوئی شام مجھ میں قیام کر
میرے رنگ روپ کو نکھار دے
جو گزر گئی سو گزر گئی
میری باقی عمر سنوار دے
طواف کعبہ منظرکشی ہے ہر ذرے کی
طواف مرکز آغاز بندگی کا مقام ہے
گنہگار تو شاید مانگ لیں معافی
حساب پارساؤں کا مشکل ہوگا
خوب ماتھے کو سجا لیتے ہو
خوب چہرے بھی بنا لیتے ہو
دے کے چکر خدا کے بندوں کو
چکر کعبے کا لگا لیتے ہو
رب تو رہتا ہے چار سو حاضر
میں غائب کہیں پہ رہتا ہوں
اپنا معیار زمانے سے جدا رکھتے ہیں
ہم تو محبوب بھی محبوب خدا رکھتے ہیں
اے فنائے عشق کے دستور تجھے کیا معلوم
عشق میں دل ہی نہیں سر بھی دیے جاتے ہیں
پوچھا مشکل میں رہتا ہوں کہا آسان کر ڈالو
کہ جس کی چاہ ہے زیادہ اسے قربان کر ڈالو
سر ہو سجدے میں دل میں دغا بازی ہو
ایسے سجدے میں بھلا کیسے خدا راضی ہو
More Sufi Kalam Lyrics
Day Ka Chakar Khuda Ka Bando Ko | Sufi Kalam | Sami Kanwal | Fsee Production
Day Ka Chakar Khuda Ka Bando Ko Lyrics in Roman Urdu
Koi Shaam Mujh Mein Qiyam Kar
Mere Rang Roop Ko Nikhaar Day
Jo Guzar Gayi So Guzar Gayi
Meri Baqi Umar Sanwaar Day
Tuwaf Kaaba Manzar Kashi Hai Har Zarray Ki
Tuwaf Markaz Aaghaz Bandagi Ka Maqam Hai
Gunehgaar To Shayad Maang Len Maffi
Hisaab Par Saoo Ka Mushkil Hoga
Khoob Maathey Ko Saja Letay Ho
Khoob Chehray Bhi Bana Letay Ho
Day Ke Chakkar Kkhuda Ke Bundon Ko
Chakkar Kaabay Ka Laga Letay Ho
Rab To Rehta Hai Chaar So Haazir
Mein Gayab Kahin Pay Rehta Hon
Apna Miyaar Zamane Se Judda Rakhtay Hain
Hum To Mehboob Bhi Mehboob Kkhuda Rakhtay Hain
Ae Fanaye Ishhq Ke Dastoor Tujhe Kya Maloom
Ishhq Mein Dil Hi Nahi Sir Bhi Diye Jatay Hain
Poocha Mushkil Mein Rehta Hon Kaha Aasaan Kar Daalo
Ke Jis Ki Chaah Hai Ziyada Usay Qurbaan Kar Daalo
Sir Ho Sjday Mein Dil Mein Dagha Baazi Ho
Aisay Sjday Mein Bhala Kaisay Kkhuda Raazi Ho
0 Comments