Khuda Khud Bas Gaya Hai خدا خود بس گیا ہے with Lyrics and Video in Urdu got fame with voice of famous sami kanwal on Fsee production. Khuda Khud Bas Gaya Hai خدا خود بس گیا ہے Kalam in Urdu can be listened, read and share to others. Lyrics of Khuda Khud Bas Gaya Hai خدا خود بس گیا ہے are also available on FseeProduction.com and many other sufi kalam & naats with lyrics are also available here.
Khuda Khud Bas Gaya Hai Details
Kalam Title: | Khuda Khud Bas Gaya Hai |
Singer: | Sami Kanwal |
Composition: | Fsee Production |
Lyrics: | Unknown |
Producer(FP): | Faisal Ashraf Ch |
Kalam Label: | Fsee Production |
Release Date: | 11 September 2022 - On Youtube |
Khuda Khud Bas Gaya Hai Lyrics in Urdu
خدا خود بس گیا ہے آ کے دیوانوں کی بستی میں
یہ دیوانے نجانے کس جگہ ہے اپنی مستی میں
خدا کو ڈھونڈنے والو خدا والوں کے گھر جاؤں
خدا مصروف ہیں دن رات اہل دل کی بستی میں
وہ مسجود ملائک کو نکالا خلد سے جس میں
یہ واعظ زیر کرنے کو چلے ہیں اس کو ہستی میں
سمندر معرفت کا ہے ہمیں ڈر ہو نہیں سکتا
چلی ہے نا خدا کی کشتی اب وحدت پرستی میں
نہیں ہلتا کوئی پتہ سوائے حکم کے ان کے
آسیب بدعت سے ہے آباد ساری گلیاں بستی میں
جس سے سب شرک سمجھے ہیں وہ ہے شان توحیدی
خدا مستی میں ہے دن رات دیکھو خود پرستی میں
دوئی کو خود مٹا کے تو فنا فی اللہ ہوتا ہے
یہ میں نے سیکھا ہے فہمی پیا کی سرپرستی میں
میں خود سجدہ میں خود ساجد میں خود ہی ذاکر و مذکور
یہ کیا بکواس ہے معروف ایسی مے پرستی میں
More Sufi Kalam Lyrics
Khuda Khud Bas Gaya Hai | Sufi Kalam | Sami Kanwal | Fsee Production
Khuda Khud Bas Gaya Hai Lyrics in Roman Urdu
Khuda Khud Bas Gaya Hai Aa Ke Deewano Ki Bastii Mein
Yeh Deewany Najane Kis Jagah Hai Apni Masti Mein
Kkhuda Ko Dhoandne Walo Kkhuda Walon Ke Ghar Jaoon
Kkhuda Masroof Hain Din Raat Ahal Dil Ki Bastii Mein
Woh Masjood Mlaik Ko Nikala Khuld Se Jis Mein
Yeh Waiz Zair Karne Ko Chalay Hain Is Ko Hasti Mein
Samandar Maarfat Ka Hai Hamein Dar Ho Nahi Sakta
Chali Hai Na Kkhuda Ki Kashti Ab Wahdat Parasti Mein
Nahi Hilta Koi Pata Siwaye Hukum Ke Un Ke
Asaib Bidat Se Hai Abad Saari Galian Bastii Mein
Jis Se Sab Shirk Samjhay Hain Woh Hai Shaan Tohidi
Kkhuda Masti Mein Hai Din Raat Dekho Khud Parasti Mein
Doi Ko Khud Mita Ke To Fanaa Fi Allah Hota Hai
Yeh Mein Ne Seekha Hai Fehmi Piya Ki Sarparasti Mein
Mein Khud Sajda Mein Khud Sajid Mein Khud Hi Zakr O Mazkoor
Yeh Kya Bakwaas Hai Maroof Aisi Me Parasti Mein
0 Comments