Chalo Ab Aisa Karte Hain اے غربت اساں تھک پے ہاں with Lyrics and Video in Punjabi got fame with voice of famous sami kanwal on Fsee production. Ay Gurbat Asan Thak Gae Han اے غربت اساں تھک پے ہاں Kalam in punjabi can be listened, read and share to others. Lyrics of Ay Gurbat Asan Thak Gae Han اے غربت اساں تھک پے ہاں are also available on FseeProduction.com and many other sufi kalam & naats with lyrics are also available here.
Chalo Ab Aisa Karte Hain Details
Kalam Title: | Chalo Ab Aisa Karte Hain |
Singer: | Sami Kanwal |
Composition: | Fsee Production |
Lyrics: | Javed Iqbal Zahid |
Producer(FP): | Faisal Ashraf Ch |
Kalam Label: | Fsee Production |
Release Date: | 18 September 2022 - On Youtube |
Chalo Ab Aisa Karte Hain Lyrics in Urdu
چلو اب ایسا کرتے ہیں ستارے بانٹ لیتے ہیں
ضرورت کے مطابق ہم سہارے بانٹ لیتے ہیں
محبت کرنے والوں کی تجارت بھی انوکھی ہے
منافع چھوڑ دیتے ہیں خسارے بانٹ لیتے ہیں
اگر ملنا نہیں ممکن تو لہروں پر قدم رکھ کر
ابھی دریائے الفت کے کنارے بانٹ لیتے ہیں
میری جھولی میں جتنے بھی وفا کے پھول ہیں انکو
اکٹھے بیٹھ کر سارے کے سارے بانٹ لیتے ہیں
محبت کے علاوہ پاس اپنے کچھ نہیں ہے فیض
اسی دولت کو ہم قسمت کے مارے بانٹ لیتے ہیں
More Sufi Kalam Lyrics
Chalo Ab Aisa Karte Hain | Sufi Kalam | Sami Kanwal | Fsee Production
Chalo Ab Aisa Karte Hain Lyrics in Roman Urdu
Chalo ab aisa karte hain setaaray baant letay hain
Zaroorat ke mutabiq hum saharay baant letay hain
Mohabbat karne walon ki tijarat bhi anokhi hai
Munafe chore dete hain khasaray baant letay hain
Agar milna nahi mumkin to lehron par qadam rakh kar
Abhi dareaye ulfat ke kinare baant letay hain
Meri jholi mein jitne bhi wafa ke phool hain unko
Ikathay baith kar saaray ke saaray baant letay hain
Mohabbat ke ilawa paas –apne kuch nahi hai Faiz
Isi doulat ko hum qismat ke maaray baant letay hain
0 Comments