Tera Aastaan Nazar Aaya تیرا آستاں نظر آیاwith Lyrics and Video in urdu got fame with voice of famous sami kanwal on Fsee production. Tera Aastaan Nazar Aaya تیرا آستاں نظر آیا Kalam in urdu can be listened, read and share to others. Lyrics of Tera Aastaan Nazar Aaya تیرا آستاں نظر آیا are also available on FseeProduction.com and many other sufi kalam & naats with lyrics are also available here.
Tera Aastaan Nazar Aaya Details
Kalam Title: | Tera Aastaan Nazar Aaya |
Singer: | Sami Kanwal |
Composition: | Fsee Production |
Lyrics: | Unknown |
Producer(FP): | Faisal Ashraf Ch |
Kalam Label: | Fsee Production |
Release Date: | 02 October 2022 - On Youtube |
Tera Aastaan Nazar Aaya Lyrics in Urdu
یہ کون کہتا ہے ان کو کہیں نہیں دیکھا
میری نظر نے تو ہر وقت دلنشیں دیکھا
ہمارا ذوق نظر بھی ہے داد کے قابل
کہ اتنی دور سے ان کو بہت قریب سے دیکھا
جہاں بھی پہنچے تیرا آستاں نظر آیا
وہی زمین وہی آسماں نظر آیا
سنا تھا خلد کا شہرہ جو غور سے دیکھا
تیری گلی ہی کا نقشہ وہاں نظر آیا
خیال تھا اسے کعبہ میں جا کے دیکھیں گے
جھکائی آنکھ تو دل میں نہاں نظر آیا
اسی مقام کو کعبہ سمجھ لیا دل نے
تمہارا نقش کاف پا جہاں نظر آیا
یہ کیا سبب ہے کہ آنکھوں نے کچھ نہیں دیکھا
جو دل سے پوچھو تو کہتا ہے ہاں نظر آیا
تیرے کرم نے نظر کو وہ رفعتیں بخشی
ہمیں ہر ایک مکاں لامکاں نظر آیا
یہی نشان ہے اس بے نشان کا اعظم
جہاں بھی آیا نظر بھی نشان نظر آیا
More Sufi Kalam Lyrics
Tera Aastaan Nazar Aaya | Sufi Kalam | Sami Kanwal | Fsee Production
Tera Aastaan Nazar Aaya Lyrics in Roman Urdu
Yeh Kon Kehta Hai Un Ko Kahin Nahi Dekha
Meri Nazar Ne To Har Waqt Dillnashi Dekha
Hamara Zouq Nazar Bhi Hai Daad Ke Qabil
Ke Itni Daur Se Un Ko Bohat Qareeb Se Dekha
Jahan Bhi Puhanche Tera Aastaan Nazar Aaya
Wohi Zameen Wohi Aasmaa Nazar Aaya
Suna Tha Khuld Ka Shahrah Jo Ghhor Se Dekha
Teri Gali Hi Ka Naqsha Wahan Nazar Aaya
Khayaal Tha Usay Kaaba Mein Ja Ke Dekhen Ge
Jhukai Aankh To Dil Mein Nihaan Nazar Aaya
Isi Maqam Ko Kaaba Samajh Liya Dil Ne
Tumhara Naqsh Kaaf Pa Jahan Nazar Aaya
Yeh Kya Sabab Hai Ke Aankhon Ne Kuch Nahi Dekha
Jo Dil Se Pucho To Kehta Hai Haan Nazar Aaya
Tairay Karam Ne Nazar Ko Woh Rafatae Bakhsh
Hamein Har Aik Makan Lamaka Nazar Aaya
Yahi Nishaan Hai Is Be Nishaan Ka Azam
Jahan Bhi Aaya Nazar Bhi Nishaan Nazar Aaya
0 Comments